Mobi Groups
Download Free Apps & Games @ PHONEKY.com

CORRECTIONOFMUSLIM - Topics
Create Your Own App Store

* CORRECTIONOFMUSLIM > Topics


Subject: Terrorism and Islam
Replies: 18 Views: 3266

zobaria 16.09.08 - 01:54am
IT SEEMS AS A OLD TOPIC.BUT I WANT 2 ASK THAT R MUSLIM REALY TERRORIST?PLZ GIVE ME UR RESPONCE ABOUT THIS MISCONCETION. *

sehrish0 16.09.08 - 03:52pm
MUSLIM ARE NOT TERRORIST. Bulka muslim pe musalat kiya gaya hukomran asal terrorist han caha wo pakistan ke hon ya saudia arab ke hon dubai behreen masqad se le kar bronai darulsalam tak ke hukomran asal terrorist han kisi ko apna iqtidar bachana ki fikar ha tou kisi ko apni doulat bachana ki or is he chakar ma ye apna qhair mulki aqhao ki khoshnodi ke lia sub kuch karna ke lia her waqt taiyar rehta han. Jab washington post news lagata ha ke pakistani paiso ke lia apni maao tak ko bach sakta han tou hum kiu shor machata han? Kia humko koi haq ha shor machana ka? Afia siddiuqi bhi tou ak pakistani ki maa. Kia hum ne usko nahi bacha? Humara hukomran ab tak usko pakistan kiu wapas na la saka? Uska mamla pe khamoshi ikhtiyar karka kia humara hukomrano ne us maa ka soda nahi kiya? Ye ha asal terrisim ye han asl terrorest, *

33hasan 25.09.08 - 04:12pm
ya you r right. sb say bara terrorist to america ay. pakistan ki sarhadon ki khilaaaf warzi krtay huay kaisay ghusa chala aa raha hay. aur hum kya terrorist honn gay jo os ko rok bbi nai sk rahy k apni salmiat ko barqaraar rakh sakain. *

zakkhan 20.11.08 - 07:13pm
Assalamualaikum to all brother and sister. Agar terrorisom phaila hai to sabse pehle uski wajah janna jarori hai. Aj kuch log kuch galat harkat kar rahe hai jinke sirf naam musalmano ke jaise hai, lekin wo musalman nahi hai, darasal wo israil aur america ke kharide hue agent hai. Jo muslamano ke naam rakh kar dehshat phaila rahe hai, aur unki wajah se puri QAUM ko yeh badnami uthani padh rahi hai, agar kuch logo ki galti ki wajah se puri ko badnaam kar sakte hain to sabse bade terrerist to BRITTAIN aur GERMANY honge, history aj bhi HITLER aur uske army ko maaf nahi kar rahi hai, england ke baare me to sabko maloom hai. To agar kuch logo ki wajah se puri QAUM gunahgar hoti hai, to aj sabse ghatiya (cheap) QAUM kaun si hogi yeh batani ki main zarorat mehsoos nahi kar raha hon. Q ki hamare mulk(india) me bhi halat muslamano ke liye theek nahi hai. Allah hum sabko uske deen par majbooti se date rahne ki taufiq ata farmaye. Duniya me jahan bhi musalman dushmano ki girift me hai unhe rihai naseeb ata farmaye. Amin. *

hayakhan 15.12.08 - 09:13am
100% U RYT ZAKKHAN... islam may dehshat gardi kahin hai hi nae.na masum logo ka khun jaez hai chahy wo non muslim hi q na ho.. na suicide ki ijazat hai.. to musalman k say begunah logo ko mar sakta hai... chahay wo koi b ho... america,palestine ki hi ye sari chal hai musalmano ko tabah karna,unhay badnam karnaa unhay terrorist ka nam daina.. *

hayakhan 15.12.08 - 09:15am
sub say bada terorist to america khud hai.kya wo terorisam nae jo wo iraq,afghanistan may kar raha hai... *

hayakhan 15.12.08 - 09:20am
bt ehsas ham musalmano ko khud karna chahye..q ham itefaq say nae.. q ham apas may hi shiya,suni ko lay k hi betay huway hain... apnay hi logo ko jihad k nam pay mar rahay hain... har wo insan jo ALLAH,RASUL.QURAN-PAK,,ISLAM ko manta hai wo musalman hai chahay wo shiya ho ya suni *

zakkhan 17.12.08 - 11:34am
assalamualaikum. u r right haya khan. im satisfied with u.
and thankyou for making a opinion on this topic.koi to mere sath hai yeh farq nahi padta ki woh kounse mulk ka hai. thank u *

zakkhan 17.12.08 - 11:38am
jo begunaho ko mare ga woh musalmano me se nahi hai.islam me har ek ke huqooq hai,jinhe poora karne ka naam hi islaam hai. jo log jihad ke naam par begunaho ka khoon baha rahe hai woh sab america aur israil ke kharide hue agent hai. jinka majhab money (paisa) hai. *

zakkhan 17.12.08 - 11:48am
i salute muntazir alzaidi' sm courage.aur har musalmaan ko us par fakhar karna chahiye. isko hi asli zihaad kehte hai jiske liye hum musalmaano ko kaha gaya hai.
usne duniya ke sabse bade shaitaan bush par joota maara hai. hum musalmaan har saal hajj ke mauke par shaitaan ko joota marte hai;, us shaitaan ke baad ab hum ko bhi bush jaise shaitaan par joote marne ki jaroorat hai. taki use bhi pata chal jaye ki asli jihaad kya hai.har burai aur har zulm ke khilaaf ladna zihaad hai *

hayakhan 17.12.08 - 01:31pm
blkl u 110% ryt... us journalist nay wo kiya jo aj tak oi na kar saa.ALLAH usay jald rihae day AMEEN *

zakkhan 17.12.08 - 03:48pm
Ameen.Sorry guys i make amistake in this line,hajj ke mauke par shaitan ko kankar mara jata hai, joota nahi. Sorry for that. Khuda hafiz to all. We will meet soon,zobaria ap ho kidhar, koi msg nahi *

simran5 20.12.08 - 01:51pm
Ma ap 2no ki baat se agree krti hu khuda us jrnlst ko jld rehayi dlwaye. Or wasa ma ne suna ha ke haj ke moka pe humara aksar pathan bhai kankar ke 7 ,7 sehtan ko jotay bh marta han, is ma yakinan unka mazhabi josh shamil hota hoga or sehtan se nafrt ka izhar bhi, *

hayakhan 20.12.08 - 02:54pm
hilarious.GIFsimran *

hayakhan 20.12.08 - 02:55pm
pehli bar sun rahi hun bt gr8 agr shaitan o jutay b pad jatay hain.. pathans rock yar2thumbsup.GIF *

zakkhan 21.12.08 - 12:53am
No idea about throwing shoes towards devil in hajj. But i think ye sahi nahi hai kynki hame sirf kankar marne ka hukm mila hai. Aur waise bhi islaam josh me aane ka naam nahi hai.Har kaam dil aur dimag se karna chahiye. *

hayakhan 21.12.08 - 08:22am
0002014E.gifIMG]DEFINETLY ZAKKHAN...HEHE.GIF *

hayakhan 21.12.08 - 08:24am
HEHE.GIFDEFINETLY ZAKKAN0002014E.gif *

zakkhan 29.12.08 - 02:41pm
WISH U ALL HAPPY NEW ISLAMIC YEAR 1430 HIJRI
DUWAON KA TALIB ZAK KHAN *


* Reply
* CORRECTIONOFMUSLIM Forum


Search:
topics replies


* CORRECTIONOFMUSLIM

Create Your Own App Store

topTop
groupsGroups
mainProdigits

Create Your Own App Store